Exercise 1: Fill in the blanks with appropriate Predicative Adjectives
2. Abdullah aik *mehanti* (hardworking) talib ilm hai.
3. Janeen *khubsurat* (beautiful) hai.
4. Ammi kehti hain ke sabziyan *sehatmand* (healthy) hoti hain.
5. Woh *taiz* (fast) daudta hai.
6. Uska beta *samajhdaar* (intelligent) hai.
7. Yeh khana *lazeez* (delicious) hai.
8. Mera dost *imaandar* (honest) hai.
9. Woh *bhooka* (hungry) tha.
10. Yeh kitaab *mehngi* (expensive) hai.
11. Ali *beemar* (sick) hai.
12. Uska kamra *saaf* (clean) hai.
13. Tumhare kapre *gande* (dirty) hai.
14. Rida *khofnak* (scary) filmen nahi dekhti.
15. Uski adat *burri* (bad) hai.
1. Yeh kitab bohat (useful) hai.
2. Abdullah aik (hardworking) talib ilm hai.
3. Janeen (beautiful) hai.
4. Ammi kehti hain ke sabziyan (healthy) hoti hain.
5. Woh (fast) daudta hai.
6. Uska beta (intelligent) hai.
7. Yeh khana (delicious) hai.
8. Mera dost (honest) hai.
9. Woh (hungry) tha.
10. Yeh kitaab (expensive) hai.
11. Ali (sick) hai.
12. Uska kamra (clean) hai.
13. Tumhare kapre (dirty) hai.
14. Rida (scary) filmen nahi dekhti.
15. Uski adat (bad) hai.
Exercise 2: Fill in the blanks using appropriate Predicative Adjectives
2. Najma *moti* (fat) ho gayi hai.
3. Main *piyasi* (thirsty) hoon.
4. Yeh gaana *purana* (old) hai.
5. Tum *dair* (late) ho gaye.
6. Taxi wala *batameez* (rude) tha.
7. Woh *gumnam* (unknown) admi tha.
8. Yeh *kamzor* (weak) admi hai.
9. Main *faqeer* (poor) hoon.
10. Tum *ameer* (rich) ho.
11. Tumhari adayen *khushgawar* (pleasant) hain.
12. Woh shakhs *janbaz* (brave) hai.
13. Uski awaz *mithi* (sweet) hai.
14. Woh *khush* (happy) hai.
15. Aap *udaas* (sad) kyun hain?
1. Laptop (new) laga.
2. Najma (fat) ho gayi hai.
3. Main (thirsty) hoon.
4. Yeh gaana (old) hai.
5. Tum (late) ho gaye.
6. Taxi wala (rude) tha.
7. Woh (unknown) admi tha.
8. Yeh (weak) admi hai.
9. Main (poor) hoon.
10. Tum (rich) ho.
11. Tumhari adayen (pleasant) hain.
12. Woh shakhs (brave) hai.
13. Uski awaz (sweet) hai.
14. Woh (happy) hai.
15. Aap (sad) kyun hain?